Paidaish - Birth
Paidaish - Birth
Paidaish - Birth
Sadiyon purana haadsa phir dohraya gaya
Main aaya nahin apni marzi se main hoon layaa gaya
Iss hadse ke piche kai saare log nahin
Zindagi kuch nahi bas failta yon rog hai
Mere baap ko apni mardangi ka saboot dena tha
Maa ko banj kehlane ke kalank se bachna tha
Mere paida hone ki mannat maa chukai thi
Gyaraah nariyal ki rishwat de duniya mein entry dilaayi thi
Sab naach uthe jab pehli baar mujhko rulaya gaya

Now that you’ve travelled so far, keep listening to the music & support the work via UPI or PayPal

© 2026 Deepak Peace. All rights reserved.