Mulaqaat (Laal Salaam)
Mulaqaat (Laal Salaam)
Mulaqaat (Laal Salaam)
Ek din jungle mein, ik ladki se mila
Kandhon pe bandook, umra pandhra sola
Mein bola, ‘kya hai tera naam?’
Woh boli, ‘Laal salaam’
Bhuki rehti woh kai din, Jungle ke phal woh khati
Jaanwar bhagane ko Kranti ke geet gaati
Mainn bola, ‘karti ho kya kaam’
Woh boli, ‘laal salaam’
Baap khadaanon mein, Maa kaarkhano mein
Bhai lete hain, naye qabristanon mein
Ye qisse yahan hai, hai aam
Isiliye liye, laal salaam!
Gaav mein CRPF, school unka daftar
Aur tum kehte ho, kahan pe hai Bastar?
Ye kehke chali woh agle maqaam
Woh mudke boli, ‘laal salaam’
Phir kuch dino baad, uski laash mili
Atdiyaan bahar thi aur bandook khali
Sab bole ye jeet hai mulk ke naam
Main bola, ‘laal salaam’

Now that you’ve travelled so far, keep listening to the music & support the work via UPI or PayPal

© 2026 Deepak Peace. All rights reserved.